Kabhi to shyaam dhale apne ghar gaye hoteKisi ki aankh reh kar sanwar gaye hoteGhazal ne behate huye phool chun liye warnaGhamo mein dub kar humlog mar gaye hoteAawara hawa kaAawara hawa ka jhonka hoonAa nikla hoon pal do pal ke liyeAawara hawa ka jhonka hoonAa nikla hoon pal do pal ke liyeAawara hawa ka jhonka hoonAa nikla hoon pal do pal ke liye Aawara hawa ka jhonka hoonAawara hawa ka jhonka hoonAa nikla hoon pal do pal ke liyeAa nikla hoon pal do pal ke liyeAa nikla hoon pal do pal ke liyeDaulat na koi taj mahal chhod jaayengeDaulat na koi taj mahal chhod jaayengeHum apni yaadgar ghazal chhod jaayengeTu aaj jitni chahe hamari hasi udaoRota hua magar tumhe kal chhod jayengeAa nikla hoon pal do pal ke liyeAa nikla hoon pal do pal ke liyeZarro mein reh guzar ke chamak chhod jaaungaZarro mein reh guzar ke chamak chhod jaaungaPehchan apni door talak chhod jaaungaKhamoshiyo ki maut ganwara nahi mujheSheesha hoon tut kar bi khanak chhod jaungaAa nikla hoon pal do pal ke liyeAa nikla hoon pal do pal ke liyeAawara hawa ka jhonka hoonAa nikla hoon pal do pal ke liyeAa nikla hoon pal do pal ke liyeTum aaj to pattharTum aaj to patthar barsaa loKal roge mujh paagal ke liyeTum aaj to patthar barsaa lo kalRooge mujh paagal ke liyeTum aaj to patthar barsaa lo kalRooge mujh paagal ke liyeDil aur jigar to kuch bhi nahiDil aur jigar to kuch bhi nahiEk baar ishara to kardeEk baar ishara to kardeEk baar ishara to kardeAaj woh bhi ishq ke maare nazar aane lageAaj woh bhi ishq ke maare nazar aane lageUnki bhi neend ud gayi taare nazar aane lageAankh viraan dil pareshaan zulf barham lab khamoshAankh viraan dil pareshaan zulf barham lab khamoshAb toh kuch aur bhi pyare nazar aane lageEk baar ishara to kardeEk baar ishara to kardeYe aaine jo tumhe kam pasand karte haiYe aaine jo tumhe kam pasand karte haiWoh jante hai tumhe hum pasand karte haiEk baar ishara to kardeEk baar ishara to kardeDil aur jigar to kuch bhi nahiEk baar ishara to kardeEk baar ishara to kardeMain khud ko jala bhiMain khud ko jala bhi sakta hoonTeri aankho ke kaazal ke liyeMain khud ko jala bhi sakta hoonTeri aankho ke kaazal ke liyeMain khud ko jala bhi sakta hoonTeri aankho ke kaazal ke liyeHum log hai aise deewaneHum log hai aise deewaneJo zid pe kabhi aa jaaye toJo zid pe kabhi aa jaaye toJo zid pe kabhi aa jaaye toIshq mein jo bhi mubtala hogaIshq mein jo bhi mubtala hogaUska andaaz hi juda hogaAur bhav kyun gir gaya hai sone kaBhav kyun gir gaya hai sone kaUsne peetal pehan liya hogaJo zid pe kabhi aa jaaye toJo zid pe kabhi aa jaaye to Shahar ki ek ameer zaadi koShahar ki ek ameer zaadi koKal in aankhon se maine dekha thaTheek us waqt mutlashi ne meriHass ke mera mizaaj puchha thaJo zid pe kabhi aa jaaye toJo zid pe kabhi aa jaaye toHum log hai aise deewaneJo zid pe kabhi aa jaaye toJo zid pe kabhi aa jaaye toSehra se utha kar layengeSehra se utha kar layengeJhankar teri paayal ke liyeSehra se utha kar layengeJhankar teri paayal ke liyeSehra se utha kar layengeJhankar teri paayal ke liyeYe khel tamasha lagta haiYe khel tamasha lagta haiTaqdeer ke gulshan ka shayadTaqdeer ke gulshan ka shayadPhool ke saath saath gulshan meinSochta hoon babul bhi hongePhool ke saath saath gulshan meinSochta hoon babul bhi hongeKya hua usne bewafai kiUske apne asool bhi hongeTaqdeer ke gulshan ka shayadTaqdeer ke gulshan ka shayadYun badi der se paimana liye baitha hoonYun badi der se paimana liye baitha hoonKoi dekhe to ye samjhe peeye baitha hoonZindagi bhar ke liye rooth kar jaane waleZindagi bhar ke liye rooth kar jaane waleMain abhi tak teri tasveer liye baitha hoonTaqdeer ke ghulshan ka shayadTaqdeer ke ghulshan ka shayadYe khel tamasha lagta haiTaqdeer ke ghulshan ka shayadTaqdeer ke ghulshan ka shayad Kaante hai mereKaante hai mere daaman ke liyeAur phool tere aanchal ke liyeKaante hai mere daaman ke liyeAur phool tere aanchal ke liyeKaante hai mere daaman ke liyeAur phool tere aanchal ke liyeAawara hawa ka jhonka hoonAa nikla hoon pal do pal ke liyeAawara hawa ka jhonka hoonAa nikla hoon pal do pal ke liyeTum aaj to patthar barsaa loKal roge mujh paagal ke liyeTum aaj to patthar barsaa loKal roge mujh paagal ke liyeKal roge mujh paagal ke liyeKal roge mujh paagal ke liyeKal roge mujh paagal ke liyeKal roge mujh paagal ke liye