Jaan Hai Meri Lyrics from Radhe Shyam is new released Hindi song in sung by Amaal Mallik who has also created its music. Jaan Hai Meri song lyrics are penned by Rashmi Virag. Jaan Hai Meri (Radhe Shyam) lyrics and video is released by T-Series.
Table of Contents
Jaan Hai Meri Lyrics
Aaye the is tarah se tum
Jaise koyi ho khaab naya
Bas yaadein reh gayin dekho
Hum mein tum mein jo tha na rahaHaan poochhta hoon main khud se
Door kyun raha tujhse
Jaate jaate sun le tu zaraLabon pe naam hai tera
Haan dil mein yaad hai teri
Tu mera na hua to kya
Tu phir bhi jaan hai meriLabon pe naam hai tera
Haan dil mein yaad hai teri
Tu mera na hua to kya
Tu phir bhi jaan hai meriTujhko apna kabhi
Kehne se pehle socha nahi
Khaab mein bhi tera
Dil tod paaya nahiMaine yeh zindagi
Tere hi naam likh di meri
Kismaton se tujhe
Par jod paaya nahiHo poochhta hoon main khud se
Aur kya kahun tumse
Jo tujhe bana de bas meraLabon pe naam hai tera
Haan dil mein yaad hai teri
Tu mera na hua to kya
Tu phir bhi jaan hai meriJis din yeh tujhe bhool gaya
Us din tham jayega
Yeh dil kuchh na kar payega
Na ek pal bhi jee payegaMeri tarah tujhko jab ek din
Ho hi jayega
Ishq tab samajh mein aayega
Tu khud ko rok na payegaAaoge ek din chal ke
Meri raahon pe tum dekhna
Ho dhadkanon ko saanson ko
In akeli raaton ko
Intezaar kabse hai teraLabon pe naam hai tera
Haan dil mein yaad hai teri
Tu mera na hua to kya
Tu phir bhi jaan hai meriLabon pe naam hai tera
Haan dil mein yaad hai teri
Tu mera na hua to kya
Tu phir bhi jaan hai meri
Jaan Hai Meri – Radhe Shyam Video
Advertisement
Jaan Hai Meri Song Detail
Film/Album: Radhe Shyam
Lyrics by: Rashmi Virag
Singer: Amaal Mallik
Composer: Amaal Mallik